sidhanth

sidhanth
.jpeg

Monday, October 26, 2009

aj kuch batta hun

aj kuch batta hun gum ya tanhai
ek pechida sawal hai
hai to meri jindgi me 2no per tujhe kya du
ye sochta hun
aj kuch batta hun

apno ne kab ka sath chor diya
teri yad bhi yadon ke panno me dab si gayi hai
tu kaisi thi ,ye sochta hun jehan me tatolta hun
teri yado ko aoni ankhon me khojta hun
apne jehan se teri yadon ko apne in ankhon me batta hun
aj kuch batta hun

aj kuch hai mere pass to kuch kitabe
jo kai dino se mej pe pade hain
kuch paise jo kahan hai ,use khojta hun
inhe batun ya rankhun ye sochta hun
aj kuch batta hun
per kya wo sochta hun....
aj kuch batta hun......

No comments:

Post a Comment