sidhanth

sidhanth
.jpeg

Monday, January 4, 2010

Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai
Koi aankhon aankhon mein mulakaat kar leta hai
Bada Mushkil hota hai tab Jawab denA
Jab koi KhamosH rehkar Sawaal kar leta hai

Rone se gham-e-dil ka guzara nahi hota,
har shakhs zindagi ka sahara nahi hota.
Us roz to lagta hai bekaar jiye hum,
jis roz kabhi zikr tumhara nahi hota

Bhar aayi wo aankhen jo mera naam aaya,
Ishq naakaam hi sahi, fir bhi bahut kaam aaya...
humne Ishq mein aisi bhi guzari hain raatein....
Jab tak aansu na bahe, dil ko na aaraam aaya....

No comments:

Post a Comment