आज उनकी यादों के दर्द से निअक्लने को बैचन हूँ
अपनों को आज फिर मैं अपने आप से निकालने को बैचन हूँ
सोस्चता हूँ फिर से उस गली से जिन्दगी को खोजने को तय्यार हूँ
पर वो एहसाश उस उनुभुती को कहाँ से लायुं जो जला आया हूँ
वो बचपन कहाँ से लायुं जिसे छोर किसी के गोद में आया हूँ
सहारा के लिए आज भी कई हाँथ हैं पर अपने बाप का हाँथ कहाँ से लायुं
छोर आया हूँ आज बहुत कुछ पर किसी अपनों को भूलने की एक एहसाह साथ लाया हूँ
आज भी मैं रोता हूँपर ये सूखे आंशु इन चहेरों में चुप जाते हैं
आज फिर मैं गुम होता हूँ उस भीर में
एक आखरी कोशिश किसी अपनों की तलाश में.
sidhanth
Wednesday, January 27, 2010
Monday, January 4, 2010
Koi aankhon aankhon se baat kar leta hai
Koi aankhon aankhon mein mulakaat kar leta hai
Bada Mushkil hota hai tab Jawab denA
Jab koi KhamosH rehkar Sawaal kar leta hai
Koi aankhon aankhon mein mulakaat kar leta hai
Bada Mushkil hota hai tab Jawab denA
Jab koi KhamosH rehkar Sawaal kar leta hai
Rone se gham-e-dil ka guzara nahi hota,
har shakhs zindagi ka sahara nahi hota.
Us roz to lagta hai bekaar jiye hum,
jis roz kabhi zikr tumhara nahi hota
har shakhs zindagi ka sahara nahi hota.
Us roz to lagta hai bekaar jiye hum,
jis roz kabhi zikr tumhara nahi hota
Bhar aayi wo aankhen jo mera naam aaya,
Ishq naakaam hi sahi, fir bhi bahut kaam aaya...
humne Ishq mein aisi bhi guzari hain raatein....
Jab tak aansu na bahe, dil ko na aaraam aaya....
Ishq naakaam hi sahi, fir bhi bahut kaam aaya...
humne Ishq mein aisi bhi guzari hain raatein....
Jab tak aansu na bahe, dil ko na aaraam aaya....
December kay maheenay ka
WOh shayad akhri din tha
Baras guzray kayii
Main nay "mOhabbat" lafz likha tha
KOi kaghaz k tukray par
Achanak yaad aya hai
Mujh kO kisi say baat karni thi
Ussay kehna tha
Jan-e-jaan
"mujhay tum say mOhabbat hai"
Magar main keh nahi payi
WOh kaghaz aj tak
Lipta para hai dhOOl main lekin
Kisi kO day nahi payi
DObara chah kar bhi main
MOHABBAT KAR NAHI PAYi !
WOh shayad akhri din tha
Baras guzray kayii
Main nay "mOhabbat" lafz likha tha
KOi kaghaz k tukray par
Achanak yaad aya hai
Mujh kO kisi say baat karni thi
Ussay kehna tha
Jan-e-jaan
"mujhay tum say mOhabbat hai"
Magar main keh nahi payi
WOh kaghaz aj tak
Lipta para hai dhOOl main lekin
Kisi kO day nahi payi
DObara chah kar bhi main
MOHABBAT KAR NAHI PAYi !
Yadon Sey Rishta Kal Bhi Tha,Yadon Sey Rishta Aaj Bhi Hai
Dil Kal Bhi Apna Dukhta Tha,Dil dukh raha Aaj Bhi Hai
Tum Door Huye Majboori Mein,Hum Toot Gaye Is Doori Mein
Kabhi Waqt Miley Tu Lout Aana,Ye Dil tadapta Aaj Bhi Hai
Tum Khush Ruho Abaad Ruho, Dil Apna To Barbaad Hua
Gham Dil Ka Sahara Kal Bhi Tha,Aur Gham Ka Mara Aaj Bhi Hai
Yeh Ashk Nahi Hain Aankhon Mein,Ye Taarey Jhilmil Kartey Hain
In Ankhon Mein Jo Kal Tak Tha,Vohi Chaand Sa Chehra Aaj Bhi Hai
Ab Shikwa Kisi Se Kya Karna,Taqdeer Mein Jo Likha Tha Mila..

Subscribe to:
Posts (Atom)